Search

Hindi Sad Shayari : Khaye hai lakho Dhoke

Sad Shayari : Khaye hai lakho Dhoke

Hindi Sad Shayari
Hindi Sad Shayari

खाए है लाखो धोखे,
एक धोखा और सह लेंगे.
तू लेजा अपनी डोली को,
हम अपनी अर्थी को बारात कह लेंगे।

Khaye Hain Lakho Dhoke,
Ek Dhokha Aur Sah Lenge,
Tu Leja Apni Doli Ko,
Hum Apni Arthi Ko Barat Kah Lenge.

मौत से इसलिए मैं डरता हूँ,
कि उस ऊपरवाले को क्या मुँह दिखाऊंगा,
क्योकि यहाँ मैँने खुदा किसी और को माना था।

Maut Se Isliye Main Darta Hun,
Ki Us Uparwale Ko Kya Munh Dikhainga,
Kyoki Yaha Maine Khuda Kisi Aur Ko Mana Tha.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Your experience on this site will be improved by allowing cookies Cookie Policy