Search

Dard Shayari : Dil me Hai Jo Dard

Dard Shayari : Dil me Hai Jo Dard

Hindi Dard Shayari
Dard Shayari
Uski Chahat Se Ikrar Na Karte,
Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte,
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak Hai Unke Liye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Nahi Karte.
Dil me Hai Jo Dard Wo Dard Kaise Bataye,
Haste Hue Ye Zakhm Kaise Dikhaye,
Kehti Hai Ye Duniya Hame Khush Nasib,
Magar Is Nasib Ki Dastan Kaise Bataye.
Chand ko dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi,
Akele baithe bagair aapko hamari khayaal aati nahi,
Kya aaj itne begaane ho gaye hum,
jo koi dard dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi.
कौन कहता है की दिल सिर्फ लफ्जों से दुखाया जाता है,
तेरी ख़ामोशी भी कभी कभी आँखें नाम कर देती है.
Ek dil mere dil ko Zakhm de gaya,
Zindagi bhar jeene ki kasam de gaya,
Lakho phoolon me se ek phool chuna hmne,
Jo kaanto se gehri chubhan de gaya.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Your experience on this site will be improved by allowing cookies Cookie Policy