Search

Dard Shayari : Dil Ko Tadapte Dekha

Dard Shayari : Dil Ko Tadapte Dekha

Dard Shayari
Dard Shayari
कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
गंभीर है किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार-बार कफ़न उठाया नहीं जाता।
Dard Mein Is Dil Ko Tadapte Dekha,
Apne Samne Har Rishte Ko Bikharte Dekha,
Kitne Pyaar Se Sajai Thi Khwabon Ki Duniya,
Use Apni Aankon Ke Samne Ujadte Huye Dekha.
Lekar Hum Dusro Ki Hansi Kya Karein,
Jo Apni Nahi Wo Khushi Kya Karein,
Tanha Jeene Se Behtar Hai Mar Jayein Hum,
Jab Saath Tum Nahi To Zindagi Jee Kar Kya Karein.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Your experience on this site will be improved by allowing cookies Cookie Policy