Search

Bewafa Shayari : Use Udane Ka Shauk Tha

Bewafa Shayari : Use Udane Ka Shauk Tha

Bewafa Shayari in Hindi
Bewafa Shayari in Hindi
Use Udane Ka Shauk Tha,
Aur Hame Usake Pyaar Ki Kaid Pasand Thi,
Wo Shauak Pura Karne Ud Gayi Jo,
Aakhiri Sans Tak Sath Dene Ko Rajamand Thi.
Har Bhul Teri Maf Ki,
Har Khata Ko Teri Bhula Diya,
Gam Hai Ki Mere Pyar Ka,
Tune Bewafa Banake Sila Diya.
Rat Ki Gahrai Aankho Me Utar Aayi,
Kuchh Khwab The Aur Kuchh Meri Tanhai,
Ye Jo Palko Se Bah Rahe Hain Halke Halke,
Kuchh To Majburi Thi Kuchh Teri Bewafai.
उसे उड़ने का शौक था,
और हमें उसके प्यार की कैद पसंद थी,
वो शौक पूरा करने उड़ गयी जो,
आखिरी सांस तक साथ देने को रजामंद थी।
हर भूल तेरी माफ़ की,
हर खता को तेरी भुला दिया,
गम है कि, मेरे प्यार का,
तूने बेवफा बनके सिला दिया।
रात की गहराई आँखों में उतर आई,
कुछ ख्वाब थे और कुछ मेरी तन्हाई,
ये जो पलकों से बह रहे हैं हल्के हल्के,
कुछ तो मजबूरी थी कुछ तेरी बेवफाई।

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Your experience on this site will be improved by allowing cookies Cookie Policy