Search

Bewafa Shayari : Hum Unke Dil Pe Raaj Karte

Bewafa Shayari : Hum Unke Dil Pe Raaj Karte

Bewafa Shayari
Bewafa Shayari
क्या बताऊँ मेरा हाल कैसा है,
एक दिन गुज़रता है एक साल जैसा है,
तड़पता हूँ इस कदर बेवफाई में उसकी,
ये तन बनता जा रहा कंकाल जैसा है। 💔
Kash Ke Hum Unke Dil Pe Raaj Karte,
Jo Kal Tha Wohi Pyar Aaj Karte,
Hume Gum Nahi Unki Bewafai Ka,
Bas Armaan Tha Ki Hum Bhi Apne Pyar Pe Naaz Karte.
Itni Bedardi Se Dil Ko Mere Voh Tod Degi,
Yeh Maloom Na Tha Mujhe Akela Voh Chhor Degi,
Aey Mere Masoom Dil Tu Tanhai Se Pyar Kar Le,
Bewafa Bhi Ab Wafa Ka Saath Chhor Degi.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Your experience on this site will be improved by allowing cookies Cookie Policy